Akhri waqt mein kya raunaq e dunya dekhoon, Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu…
Isne bhi Madina dekh liya usne bhi Madina dekh liya, Sarkar kabhi to mai bhi kahun maine bhi Madina dekh liya…. Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon
Mainu majburiya te dooriya ne maareyaa
Sadh lo Madine Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) karo meherbaaniyan
Tussaan te hai derra main ton bari door la leya
Sadh lo Madine Aaqa Karo Meherbaaniyan
Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhun
Phir karam ho gaya main Madine chala
Jhoomta jhoomta main Madine chala
Saakiya meh pila main Madine chala
Mast o bekhud bana main Madina chala
Mere Aaqa ka dar hoga paysh e nazar
Chahiye aur kya main Madine chala
Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon
Ek roz hoga jana Sarkar ki Gali mein
Hoga waheen thikana Sarkar ki gali mein
Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon
Teri jaliyon ke neeche Teri rehmato ke saaye
Jisse dekhni ho Jannat woh Madina dekh aaye
Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon
Mere Maula meri aankhein mujhe wapis karde
Taake iss bar mai jee bhar ke Madina Dekhoon
Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon
Bulalo phir mujhe ay Shah e Bahrobar Madine mein
Mai phir rota huwa aaun Tere dar par Madine mein
Madine jaane waalo jaao jaao Fi Aman’illah
Kabhi toh apna bhi lag jayega bistar Madine mein
आखरी उमर में किया रोनके दुनिया देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखुं
रूबरू रोजाए सरकार के महफ़िले नात
काश तैयबा हसीं ऐसा जमाना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
सायिले दर को शहंशाहे जमाना करदे
शाहे तैयबा का वोह अंदाजे शाहाना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
सजदाए सर में करूं काबे की अजमत के लिए
सजदाए दिल के लिए काबे का काबा देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
उनके दरबार में कुछ हमको मिले एयसी अता
आेज पर अपने मुकद्दर का सितारा देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
या नबी करदो मेरे दिल को सभी जंग से पाक
वस्ल की रात को में दिल का चमकना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
सदकाए आले नबी हमको मिले आजकी शब
गुलशने ज़हरह का रंगीन नज़ारा देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
मालो जर पास नहीं और ना पर है मेरे
बड़ा मुश्किल है के में जाके मदिना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
साबिर चिश्ती तड़प दिल में यूं करले पैदा
आंख जो बंद करूं पियारा मदीना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं
यूं तो इस वक़्त भी आंखों में हे रोज़ा तेरा
और वहीं शान से में जान का जाना देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूं