Amina Ka Laal Aaya lyrics

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,
jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,
Us ki to har har ada par bolta Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa,
ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,
Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina   (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya