aye shafi e umam shahe lyrics

Aye Shafi e Umam shahe Zee jaah le khabar lyrics

Aye Shafi e Umam Zee jaah le khabar

Lillha le khabar meri lillha le khabar.
Derya ka josh, Nao na beda na khuda
Main doba, tu kahan hai mere shah le khabar.
Manzil kadi hai raat Andheri main na balad
Aye khizar le khabar meri aye mah le khabar.
Pahunche pahunche wale Manzil magar shaha
Unki jo thak ke baithe sare rah le khabar.
Jangal darindon ka Hai main be yaar shab Qareeb
Ghere hain chaar simt se bad khawa le khabar.
Manzil nai Azeez juda loog naashnas
Lota hai kohe gam mai parkahe le khabar
Wo saqtiyan suwal ki wo surateen moheeb
Aye gamzadon ke haal se agah le khabar.
Mujrim ko bargah e adalat mai laye hain
Takta hai be kasi mai teri rah le khabar.
Ahele amal ko unke amal kaam ayen gee
Mere hai Koon tere sewa aaha le khabar.
Pur khar rah, barhana paa, tishna aab door
Maula padi hai aafate jaanka le khabar.
Baher zamane piyas se hain, aaftab garam
Kausar ke Shah Kasara hulllhu le khabar.
Mana ke saqt mujrim o nakarah hai Raza
Tera hi tu hai banda e dargah le khabar.
Kalam e Ala Hazrat