jab gumbad-e-khazra ke anwaar nazar aye

jab gumbad-e-khazra ke anwaar nazar aye anwaar ke jhurmat mein sarkar nazar aye taiba ke tasawwur ne jeene ka maza bakhsha main kaise kahoon jeena dushwaar nazar aye naghmat daroodon ke honton pe hue jaari jab shehr-e-muhabbat ke aasar nazar aye makke se madine tak mehdood nahi jalwe ushaak ko har janib sarkar nazar aye … Read more