zahe izzat o lyrics in hindi

zahe izzat o lyrics in hindi Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Ke Hai Arsh E Haq Zere Paa-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Makaa(n) Arsh Unka Falak Farsh Unka Malak Khaadimane Sara-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Khuda Ki Raza Chahte Hai Do Aalam Khuda Chahta Hai Raza-E Muhammad صلی اللہ علیہ … Read more

tuba mein jo sab se oonchi lyrics in hindi

tuba mein jo sab se oonchi lyrics in hindi Tooba mein jo sab sey oonchi naazuk seedhi nikli shaakh, Maangun naat-e-Nabi likhne ko Rooh-e-Quds sey aisi shaakh.   Mawla gulbun rahmat Zahra Sibtain uski kaliyan phool, Siddique-o-Farooq-o-Usman-O-Haidar har ek uski shaakh.   Shaakh-e-qaamat sheh me zulf-o-chashm-o-rukhsaar-o-lab main, Sunbul nargis gul pankhariyan qudrat ki kya phooli … Read more

Taabe miraate sahar garde bayabaane arab

Taabe miraate sahar garde bayabaane arab Gaazaye ruye qamar doode charaghaane arab Allah Allah bahare chamanistane arab Paak hain lause khaza(n) se gulo raihaane arab Joshishe abr se khoone gule firdaus kare Ched de rag ko agar khaare bayabaane arab Tishnaye nehre jina(n) arabiyyon ajami Labe har nehre jina(n) tishnaye naisaane arab Tauqe gham aap … Read more

Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya

Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya, Saath Hi Munshiaey Rehmat Ka Qalam Daan Gaya Le Khabar Jald Ke Ghairon Ki Taraf Dhiyaan Gaya Mere Maula Mere Aqa Tere Qurbaan Gaya Dil Hai Woh Dil Jo Teri Yaad Se Ma’moor Raha Sar Hai Woh Sar Jo Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya Unhein Jana Unhein Mana Na … Read more

Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya naat lyrics

Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya, Lamey Batin Me Gumne Jalway Jahir Gaya. Teri Marzi Pa Gaya Suraj Bhi Fira Ulate Kadam, Teri Ungali Uth Gai Mah Ka Kaleja Chir Gaya. Badh Chali Teri Ziya Andher Aalam Se Ghata, Khul Gaya Gesoo Tera Rahmat Ka Badal Ghir Gaya. Bandh Gai Teri Hawa Saawah … Read more

Shore mahe nau sun kar tujh tak main dawaan aaya naat lyrics

Shore mahe nau sun kar tujh tak main dawaan aaya Saaqi main tere sadqe mai de ramaza aaya Is gul ke siwa har phool baa goshe giraan aaya Dekhe hi gi aye bulbul jab waqte fugaan aaya Jab baame tajalli par woh nayyare jaan aaya Sar tha jo gira jhuk kar dil thanjo tapaan aaya … Read more