Tumhare Zarre Ke Partau Lyrics

Tumhare Zarre Ke Parto Sitar Haaye Falak

Tumhare Naal ki naqis misl Zia e falak.

Agar chey chaale sitaron se padh Gaye lakhon

Magar tumahari talab main thake na paye Falak.

Sare Falak na kabhi taaba Aasta’n pahuncha

Ke ibteda e bulandi thi intehaye Falak.

Ye mit ke unki ravish per hua khud un ki ravish

Ke naqshe paa hai zameen per na saut e paye Falak.

Tumhari yaad main guzri thi jagte shab bher

Chali Naseem , huye band deed haye Falak.

Na jaag uthey kaheenĀ  ahele baqee kachi nend

Chala ye narm na nikli sada e haye Falak.

Ye unke Jalwa ne kahen ger miya shab e asra

Ke jab se charq main Hain marah o tala e Falak.

Mere gani ne jawaher se bher diya daman

Gaya jo kasaye mah ke shab gadaye Falak.

Raha jo khana e yek naane soqta din bher

Mili hozor se kaan e gaher jazaye falak.

Tajmal shab e asra abhi semt na choka

Ke jab se waisi hi ko tal hain sabz haye Falak.

Khitab e haq bhi hai der baabe khalaq min ajalik

Agar idher se dame hamd hai sadaye falak.

Ye ahele baith ki chakhi se chaal sekhi Hai

Rawaa’n hai be madad e dast Aasya e falak.

Raza ye naat e Nabi ne bulandiyaan bakhsheen

Laqab” Zameen e falak” ka hua samaye Falak.